Islam Me Kisi Nek Kaam K Liye Wakt Ya Din Mukarar Karna Kaisa 0⃣7⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



        *🥀 Gyarvi Manana Kaisa 🥀*




*❀PART 07*

*​بسم الله الرحمن الرحيم​*
*​الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ​*

*Islam Me Kisi Nek Kaam K Liye Wakt Ya Din Mukarar Karna Kaisa ?* 

Bayanat Waaj K Liye Din Mukarar Karna 

*Hadees :* 

“Hazrat Abu Wa’il Shakik bin Salma رضي الله عنه Se Rivayat Hai Hazrat Abdullah ibn Masood رضي الله عنه har Jumerat k din Waaj Farmaya karte the To Ek Aadmi Ne Unse Kaha Aye Abdul Rahman ! 

Meri Tammana Hai k Aap Rozana Hume Waaj Sunaya Kare To Aap رضي الله عنه Ne Farmaya Rozana Waaj Farmane Se Jo Chiz Mujhe Rokti Hai Wo Ye Hai k Tum Logo ko Tangi Me Nahi Daalna Chahta Aur Mai Tumhari Fursat Ka Khayal Rakhta Hoon Jaise K Nabi E Akram ﷺ Waaj Sunane Me hamari Fursat Ka khayal Rakhte The Is Khauf Se k Hum Ukta Naa Jaye”

*(Sahi Muslim Vol : 07, Pg : 222- 23 , Kitab Sifaat Al Qiyamah Wa Jannati Wa Naar,باب الاِقْتِصَادِ فِي الْمَوْعِظَةِ Hadees :7127, 7128,7129)*

*(Sahi Bukhari Vol : 08, Pg : 232, Kitabul Duwat, باب الْمَوْعِظَةِ سَاعَةً بَعْدَ سَاعَةٍ Hadees : 6411)*

*(Sahi Bukhari Vol : 01, Pg :97, Kitabul Ilm, Hadees : 68)*

*(Jamai Tirmizi Vol :05, Pg :197, Kitabul Adab, Hadees : 2855)*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

मुसीबतों के आने की वजह 21

नज़रे मुबारक 17

सय्यिदुना ग़ौसे आज़म रदिअल्लाहु तआला अन्हु की तशरीफ़ आवरी के मुबारक हालात 18