Walida ki Janib Se Hussani Sazra E Mubarak0⃣4⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴




        *🥀 Gyarvi Manana Kaisa 🥀*




*❀PART 04*

*​بسم الله الرحمن الرحيم​*
*​الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ​*

*Walida ki Janib Se Hussani Sazra E Mubarak :* 

Sayyad Muhiyudin Abu Muhammad Abdul Qadir → Ummatool Jabbar Ummatul Khair Sayyida Fatima Bint E Sayyad Abdullah Sumai → Sayyad Abu Jamaludin Muhammad → Sayyad Jawwad → Imam Sayyad Ali Raza → Imam Sayyad Moosa Kaazim → Imam Sayyidna Zafar Sadiq → Imam Sayyidna Baqar → Imam Sayyidna Ali Zainul Aabeedin → Sayyidna Sardar E Jannat Imam Hussain Shaheed E Azam → Sayyidna Khalifatul Muslimeen Maula Ali كرم الله وجهه الكريم
 رضوان الله اجمعين

*Lakab :* 

Aap رحمة الله عليه​ k Ilmi, Akhlaki Aur Roohani Ausaaf Aur Khasail Par Ulma E Izaam Ne Bade bade Alkabat Se Yaad Kiya hai, Chand Ek Darj hai. 

“Zul Bayanin, Karimul Jaydai’n Wat’tarfain, Sahibul Burhaneen, Wa’sultaneen, Imamul Fariqain Watariqain, Ju’sirajeen Wal Minhajeen, Gaus Us Saqlain, Gaus E Aazam Wagairah”

*(Imam Muhammad Yahya Tazafi Al Qalaidul Jawahir Fi Manakib E Shaykh Abdul Qadir Jilani Pg : 05)*

*(Imam Mullah Ali Qari Hanfi Al Mutwaffa 1014 Hizri “Nuzhatul Khatir Al Fatir Fi Manakib E Shayk Abdul Qadir Jilani Pg : 30”)*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

मुसीबतों के आने की वजह 21

नज़रे मुबारक 17

सय्यिदुना ग़ौसे आज़म रदिअल्लाहु तआला अन्हु की तशरीफ़ आवरी के मुबारक हालात 18