Aap ‎رحمة الله عليه​ ‏Ka Mazhab Aur Aqeeda0⃣5⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴




        *🥀 Gyarvi Manana Kaisa 🥀*




*❀PART 05*

*​بسم الله الرحمن الرحيم​*
*​الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ​*

*Aap رحمة الله عليه​ Ka Mazhab Aur Aqeeda :* 

Chunki Gaus E Aazam رحمة الله عليه​ Kay muttalik Na Kamyaab Koshish ki Jaa rhi hai Lihaja Fitna Failaya jaa raha hai k Gaus E Aazam Ahle Hadees The Aur ahle Hadees se In Wahabi gair Mukallideen ki murad hoti hai k Sayidna Gaus E Aazam رحمة الله عليه​ ka Aqeeda Aur In Maloon Khabiso ka Aqeeda ek hai lihaja bahot jald tehreeran iski bhi poll kholenge aur bataynge k Sarkar Ka Manhaj Aur Aqeeda wo hai nahi jo Wahabio ka hai balki iske khilaf wahabio k aqaid fatwo k mutallik to Sayyidna Gaus E Aazam رحمة الله عليه​ to Musalman hi nahi bachte Nauzubillah Min Jaleek

*Mazhab :* 

Hazrat Sayyidna Shaykh Abdul Qadir Jilani Al Baghdadi رحمة الله عليه​ , Imam Ahmad Ibn Hambal رحمة الله عليه​ k Mukallid The Aur Unke Mazhab Ki Taqleed karte The Lihaja Aap Mukallid The Aimma E Arba me Se Ek Ki Taqleed karte the wo Gair Mukallid Nhi the. 

*Aqeeda :* 

Aap رحمة الله عليه​ Aqaid me Ahle Sunnat Wa Jaamat k Azeem Muballig The Aur Badmazhabiyat ka khoob raddh karte the wo koi Ahle Hadees Nahi the jaisa k Aaj k Ahle Yazeedo ka Aqeeda hai Gaus E Aazam رحمة الله عليه​ ka Dur Dur Tak wo aqeeda naa the Aap AHLE SUNNAT WA JAMAAT k Azeem Fard the.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

मुसीबतों के आने की वजह 21

नज़रे मुबारक 17

सय्यिदुना ग़ौसे आज़म रदिअल्लाहु तआला अन्हु की तशरीफ़ आवरी के मुबारक हालात 18