11 Vi Sharif Kya Hai 0⃣6⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



        *🥀 Gyarvi Manana Kaisa 🥀*



*❀PART 06*

*​بسم الله الرحمن الرحيم​*
*​الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ​*

*11 Vi Sharif Kya Hai :*

11 vi Sharif Dar hakikat Hazrat Sarkar Mehboob Subhani Kutbe Rabbani Gaus E Aazam رحمة الله عليه​ Ki Rooh E Aqdas par Isaal E Sawab Karna Hai Jo Quran Sahi Hadees Se Saabit hai.

*11 Gyarvi Tareekh Kyu Munakkid Ki Gayi ?* 

*Lafz 11 Gyara :* English Me Eleven, Urdu me Gyara, Arabi me Idaa Ash, Farsi Me Yazdaham Kaha Jaata Hai.
  
11 tarikh K Muttalik Ulema k Alag Alag aqwal hai baaj ka Kahna hai Sayyidna Gaus E Aazam 11 Tarikh ko Huzoor Nabi E Akram ﷺ k janib Khiraj E Akeedat me khoob Khoob Isaal E Sawab Nazr karte the lihaja Aap k baad Az Wisal bhi ye tarika Aapke Khulfam Shagirdeen Murideen Se Jaari raha aur Aaj Tak Jaari hai, 

Baaj Rivayato Me Milta Hai k Huzoor Gaus E Aazam رحمة الله عليه​ Huzoor Nabi E karim ﷺ ki 12vi me khoob khiraz E Aqeedat pesh karte the lihaja Huzoor Rehmat E Aalam ﷺ ne Aap رحمة الله عليه​ ko ye Basaharat Di k Aapko 11vi Se yaad kiya Jayga ya Charach Hoga. Wallahu Taala Aalam 

Lekin Jo Bunyaad hai wo hai Is Din Ka Isaal E Sawab Mustahab Amal ye bunyaad hai hamesha yaad rakhe kabhi wahabi aapko gumraah nahi kar sakte. 

In Sha Allah Taala Ab Yaha Jab Iski Asl Isaal E Sawab ki dalil wajeh hogayi to mumkin hai wahabi gumraah firka ye kahe k ye sab to thik hai lekin ye jo aap Sunni log Din Days Mukarir karte ho ye biddat hai lihaja din mukarir karna k muttalik dalil padhe. 



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

मुसीबतों के आने की वजह 21

नज़रे मुबारक 17

सय्यिदुना ग़ौसे आज़म रदिअल्लाहु तआला अन्हु की तशरीफ़ आवरी के मुबारक हालात 18