Magar kuch log nahi manege aur kahenge k biddat hai haraam hai lihaja iski bhi Dalil padhle 1⃣2⃣
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Gyarvi Manana Kaisa 🥀*
*❀PART 12*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*Magar kuch log nahi manege aur kahenge k biddat hai haraam hai lihaja iski bhi Dalil padhle*
*Hadees :*
“Hazrat Jareer Bin Abdullah رضي الله عنه Se Riwayat Hai Ki Huzoor Nabi E Akram صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya :Jis Ne Koi Achchha Tareeqa Jaari Kiya Phir Us Par Amal Kiya Gaya To Us Ke Liye Apana Sawaab Bhi Hai Aur Use Amal Karne Waalon Ke Baraabar Sawaab Bhi Milega.
Jab Ki Un Ke Sawaab Me Koi Kamee (Bhi) Na Hogi Aur Jis Ne Koi Bura Tareeka Jaari Kiya.
Phir Woh Tareeqa Apnaaya Gaya To Us Ke Liye Apana Gunaah Bhi Hai Aur Logon Ke Gunaah Ke Baraabar Bhi Jo Us Par Amal Paira Huwe.
Baghair Us Ke Ki Un Ke Gunahon Me Kuchh Kamee Ho.”
*(Jamai Tirmizi Vol : 05, Pg : 71, Kitabul Ilm, Baab : Hadees : 2675)*
قَالَ أَبُو عِيسَى هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ .
Imam Abu Isaa Tirmizi Farmate Hai Ye Hadees Hasan Sahi Hai
Scan page Niche Kitab ko Takreejh Kiya Hai Wahabiyo K Muhadis E Aazam Pakistan Hafiz Zuber Ali Zai Sahab ne Aur Uska Translation khud Abu Khallyl ne Kiya hai Jo Print Huwi Darus Salam Se Farmaya YE Hadees Sahi Hai.
Isi hadees ko
*(Sunan Ibn Majah Vol :01, Pg :210, Kitab Al Sunnah, Baab : Wo Shaks Jo Acchi ya Bura Amal Izaad kare, Hadees : 203 )*
Wahabi Darusalam Ye Hadees Sahi Hai Takreej Zuber Ali Zai
*(Sunan Nasai Vol : 03,Pg :275, Kitabul Zakat, Hadees :2555)*
*(Hafiz Ibn Hajar Asqalani Fath Ul Baari Vol : 05, Pg : 43, Hadees : 2675)*
Is hadees se wajeh huwa jo koi kisi nek acche amal ko jaari kare to uske liye bhi sawab hai aur jab tak amal hoga to sabke barabar bhi sawab hai aur hadees k dusre alfaz me hai k jo bura kaam izaad kare wo gunaah hai aur uska gunaah izaad karne waale k sar bhi hoga aur jisne izaad kiya uske bhi.
To yaha kabil E gaur baat ye hai k kya Mehfil E Gausiya Munakkid karna Auliya Allah Ka tazkira karna kya gunaah hai bura amal hai agar koi wahabi apni maa ka halali ho to saabit karke dikhade.
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें