Shah Waliullah Muhadis Dahelvi ‎رحمة الله عليه​ (Al Mutwaffa ‎) ‏Jinhe Ahle hadees kahte hai wo hamare the Aur bahot maante hai unko ‎1⃣7⃣-B

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴




        *🥀 Gyarvi Manana Kaisa 🥀*




*❀PART 17-B*

*​بسم الله الرحمن الرحيم​*
*​الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ​*

Shah Waliullah Muhadis Dahelvi رحمة الله عليه​ (Al Mutwaffa ) Jinhe Ahle hadees kahte hai wo hamare the Aur bahot maante hai unko

Unke Maktoobat Ka Mazmua usme unhone ek lamba waqya Gyarvi Sharif K Jawaz Pe Likha Hai jiska mafoom yaha hum bayan kar rahe hai

“Maktoobat Hazrat Mirza Mazhar Jaane رحمة الله عليه​ k ek maktoobat me hai unhone khwab dekha Bahot Se Auliya Halka Bandh k murakbe me hai Aur Ussi Mehfil Me Maula Ali كرم الله تعالٰی وجهه الكريم tashreef farma huwe Aur Saath Me Owais Al Qarni bhi the 

Sab Ek Huzre Sharif me Daakhil huwe jaha noor ki barish horahi thi Jab Wajah Daryaft ki to ek shaks ne kaha Aaj Gaus Us Saqlain Ka urs gyarvi hai urs paak ki takrib par tashreef le gaye hai”

*(Kalimat E Tayyabat Farsi Pg : 78, Matbooa Delhi)*

Aur Bhi bahot Se Fuqaha Ulema ne Iske jawaz likhe hai 

Hazrat Aurangzeb رحمة الله عليه​ k Ustad Mulla Ali Jeevan رحمة الله عليه​ k Sahabzaade Wa Jijuseerat Me Allama Gulam Sarwar Lahori رحمة الله عليه​ ne Khazinatul Asfiya Vol : 01 pg 99

Hazrat Daaro Shiko Ne Safinatul Auliya Pg : 72

Shaykh Abdul Haq Muhadis Dahelvi ne Akbarul Akhyar pg : 24

Shah Abul Mauli رحمة الله عليه​Tohfa E Qadriya pg : 90 me 
Aap رحمة الله عليه​ K 11vi Sharif K Inakad k jawaz K Mutallik Likha Hai.




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

मुसीबतों के आने की वजह 21

नज़रे मुबारक 17

सय्यिदुना ग़ौसे आज़म रदिअल्लाहु तआला अन्हु की तशरीफ़ आवरी के मुबारक हालात 18